Saturday, February 20, 2010

मेरा सवाल 79




अब्राहम लिंकन कौन सा नाटक देख रहे थे जब उनकी हत्या की गयी थी  ?
  ==========================
मेरा सवाल 78  का सही  उत्तर  -  ब्रुनेइ .   

श्री  मोहसिन जी द्वारा  सही उत्‍तर दिया गया,बधाई।
मेरे पास उप्लब्ध पुस्तक मे ब्रुनेइ सही उत्तर बताया गया है
---------------------------------------------
इसके अलावा अन्य सभी का धन्यवाद
---------------------------------------------

आदर्णीय अल्पना जी आपसे अनुरोध है कि आप पुन जांच करके हमें सही उत्तर से अवगत कराएं 
   
चलते - चलते ****** सर वाल्टर रलोघ ने इंग्लैड मे आलू के विषय मे लोंगो को परिचित कराया.


















21 comments:

प्रकाश गोविंद said...

Our American Cousin

प्रकाश गोविंद said...

zameer ji kal mera answer 200% sahi tha.

mai aapke jawaab se sahmat nahi hun.

. said...

'Our American Cousin'at Ford's Theater

Gautam RK said...

The assassination of Abraham Lincoln, one of the last major events in the American Civil War, took place on Good Friday, April 14, 1865, when President Abraham Lincoln was shot while attending a performance of Our American Cousin at Ford's Theater with his wife and two guests.



"RAM"

ज़मीर said...

Adarniya Govind ji

Aapkaa Dhanyawad.

Mai uttar ki jaach karunga.
Is hetu maine Alpana ji se bhi anurodh kiya hai.

Saadar,

मोहसिन said...

Our American cousin.

मोहसिन said...

Zameer ji aap mera sawal 78 ka uttar review kar sakte hai. Maine guess ke aadhar par answer diya tha.

Ragards

शमीम said...

आवर अमेरिकन कजिन.

शमीम said...

कल के प्रश्न के उत्तर मे मुझे शंका थी इस्लिये उत्तर नही दे पाया.

Alpana Verma said...

Ans-नाटक -Our American Cousin

Alpana Verma said...

@Zameer,Paheli 78 ke jawab ke bare mein main bhi sure nahin hun...

Jahan tak geegle search kahta hai Aise 'Mud volcano'..bahut se hain.

-Achchha Qs tha..nayi jaankari thi.

ज़मीर said...

Aadarniya Prakash Govind ji,

Aapse anurodh hai ki aap apne uttar(MERA SAWAL 78) ki pusti karne ki kripa kare ki yeh uttar aapko kahan se mila.

SAADAR.

मनोज कुमार said...

Our American Cousin, a musical comedy by the British writer Tom Taylor.

Gautam RK said...

Dear Zameer Ji, Prakash ji, Mohsin ji, Alpnana ji...


Vaise to esi kai countries hain jahan ki zwalamuhkiyon se keechad nikalta hai. Asia Ke Bhi kai ese desh hain Jaise Gobustan, Azerbaijan, iske alawa Indonesia aur Balochistan me bhi MUD VOLCANOES hain! Yahan tak ki Indian Ocean ke Andaman Islands me bhi esi activities Dekhi gai hain! Europe ke Ukraine aur Italy ke Romania me bhi MUD VOLCANO ki sankhya ek se adhik hai... Sath hi Quetion Number 79 ke Charon hint Bhi ese desh hain jahan zwalamukhi se keechad nikalta hai... Meri raay me kisi ek desh ko sahi uttar manna uchit nahi hai... Prakash ji, Alpana Ji aur Mohsin ji teenon VIJETA hone chahie.. Baki aap ayojak hain islie antim faisla apke hath me suraklshit hai Zameer Ji.. Maine Abhi jitna padha utna bata dia... Kuchh ghalat likh dia ho to maaf karen!!!


Regards

"RAM"

Gautam RK said...

Sorry Wo Question Number 79 nahi 78 Tha.. Sanshodhan kar len!


"RAM"

ज़मीर said...

RAM KRISHNA GAUTAM JI ,

AAPKA AABHAR.

BHAI YEH MERE LIYE KHUSHI KI BAAT HAI KI AAP MUJHE HI NAHI HUM SAB KO NAYEE JAANKAARI DE RAHE HAI.
ISKE LIYE AAPKA DHANYAWAAD.

2-AUR BHAI, MAI KOI QUIZ AYOJIT NAHI KAR RAHA HU . KUCH ROCHAK TATHYO SE SABHI KO AWGAT KARANA CHAHTAA HU. ISME SABHI VIJETA HAI.

3- MAI KHUD AAP LOGO KE SAATH KUCH NA KUCH SEEKH RAHA HU.

4-HAMESHA AAPLOGO KE SUJHOE KI PRATIKSHA RAHEGI.

DHANYAAAD

ज़मीर said...

For Q 78

1979 me brunei me ek visfot hua tha. Tab se wahan lagbhag 30 warsho tak mud / keechad nikalta raha.

प्रकाश गोविंद said...

ज़मीर भाई
मै कोई वैज्ञानिक या इंजीनियर नहीं हूँ ! मैंने सारी जानकारी इंटरनेट से ही आपको दी थी ! वो भी दो जगह से पढ़कर !
इसलिए मै अपने quiz 78 के जवाब को सही मानता हूँ !

फूल प्रूफ पक्का सही जवाब तो वहां जाकर ही दे पाऊंगा :)

ज़मीर said...

Aadarniya Prakash ji,
bahut bahut dhanyawaad.
Ab to lagta hai jana hi padega :)

Aapka abhar

Saadar

Alpana Verma said...

ek sujhaav hai...aisa kareeye---


us kitaab ke panne ko scan kar ke --post 78 ke jawab ke saath de den..
theek hai na...dono ki baat rah jayegi..

ज़मीर said...

Aadarniya Alpana ji dhanyawaad.
chaliye theek hai .Aaj Prakash ji ko bhi vijeta ghosit kar dunga.

Dukh is baat ka hai mere paar scan machine nahi hai :)
yeh prashn maine G.BASU ji ki pustak SAAMANYA GYAN PRASHN UTTARI ke pristh sankhya 36 se extract kiya tha.

Saadar