किसी बडी बाधा को दूर करने और बडी चुनौती का सामना करने के लिये गांधी जी उपवास का सहारा लेते थे।
गांधी जी ने अपने जीवन काल में कितनी बार उपवास रखा ? साथ ही , सबसे लम्बा उपवास कितनी बार रखा ?
गांधी जी ने अपने जीवन काल में कितनी बार उपवास रखा ? साथ ही , सबसे लम्बा उपवास कितनी बार रखा ?
----------------------------------------------------------------
मेरा सवाल 92 का सही उत्तर- 7 DOLPHINS
सर्वप्रथम सही
जवाब दिया श्री प्रकाश गोविन्द जी ने .
मुझे पता ही नही चला फ़िर से एक हैट्रिक, बधाई.
इसके अलावा श्रीमती अल्पना वर्मा जी, सुश्री क्रितिका जी, श्रीमती रेखा प्रहलाद जी ने भी सही उत्तर दिया.
आप सभी आगन्तुकों का आभार एवं धन्यवाद।
चलते - चलते ......सिगरेट स्पेनी भाषा का शब्द है.
17 comments:
सबसे लम्बा उपवास तीन दिन का रखा
कितनी बार उपवास रखा-:) nahin maluum!
fasted a total of 17 times throughout his career. Most of his fasts lasted only a few days, though the two longest (in 1924 and 1943) went on for three weeks each.
Namaskar, Mujhe lagta hai shayad aaj ka sawal thoda kathin hai. kya karu ek acha sa tarkik prashn dene wala tha par wahi samasya - bijli gul ho gai thi.
Are! Zameer Ji, Aap to hamare sath kafi skhti barat rahe hain bhaaisaab? Alpnana Madam Aur Prakash Ji Log to Bade Bhi hain aur anubhavi bhi... Unhe to kisi bhi paheli ya prashn ka zavab dena HALUWA lagta hai... Aur wo apke prashn poochhte hi jhat se uttar preshit kar dete hain... Par hamara kya? Kam se kam aap to hamara sath do... Ham to vinti kar rahe hain... Virodh nahi... Varna Praksh ji to ANDOLAN par utar aate hain...
"KATHIN PAHELI NAHI CHALEGI, JATIL PRASHN BHI NAHI CHALENGE, JINKA UTTAR HAME NA PATA HO WO WALE PRASHN BHI NAHI CHALENGE"
Ye Request hai Andolan nahi...
"RAM"
हाँ मेरे लिए कठिन है मगर बड़े-बड़े विद्वान हैं घबड़ाइए नहीं कोई न कोई बता ही देगा.
Aur haan! Aajkal to Alpana Ji bhi bachchon ke sath aankh michauli khelne lagi hain... Pahle hame bhramit karne ke lie koi ghalat uttar de deti hain... Aap Bhi bakhoobi unka sath dete ho!!!
Matlab CLASS TEACHER Aur PRADHANADHYAPIKA MAHODAYA ek sath milkar hamari class le rahe hain...
Hunhunhun...
सबसे लम्बा उपवास
3 weeks in january 1947
Dhanyawaad Ramkrishna jee,
apkaa comment aur andaaz pasand aayaa :)
2- Adarniyaa Bechain AAtmaa jee,
aapne kaha koi vidwan uttar de hi dega.
Magar AAp vidushi kehnaa kyu bhool gaye :)
Thik se nahi pata par sabse lambaa upwaas 1947 me 21 dino kaa thaa.
२१ दिन
१६ बार
Arre Gautam ..aap bhi achcha mazaak karte hain !
please..main to google baba ke bhrose hun...
Aaj unhone koi help nahin ki...
Sach...!
Sabse Lamba Upvaas 1924 me 21` dino ke lie rakha tha. Kitabi aur antarjaal gyan ke mutaabik Jeevankaal me 3 se 5 baar rakha tha.
"RAM"
Alpana Ji! Ham Bachchon ki kya mazal jo aap jaise Vidvaan logon se mazak karen...
भारत जैसे गरीब देश में गांधी जी के इस फार्मूले को अपनाकर ही खाद्यान्न संकट से निपटा जा सकता है !
मनमोहन सिंह जी देशवासियों को उपवास की आदत डलवाने के लिए पूरी तरह प्रयासरत हैं !
-
-
-
एक बात बड़ी अचंभित करने वाली है कि इक्कीस दिन कोई इंसान कैसे उपवास रख सकता है ! मै तो एक टाईम नहीं खाता तो चक्कर और कमजोरी आने लगती है :) )
maine is link se apna jawaab paya:
http://www.trivia-library.com/b/famous-feasts-in-history-mahatma-gandhi.htm
Post a Comment